Friday, August 26, 2005

Aadatein bhi ajeeb hoti hai...
Sans lena bhi kaisi aadat hai
jiye jana bhi kya rawaiyat hai
koi aahat nahi badan mein
kahin koi saya nahi hai aankhon mein
pao be hiss hain chalty jaty hain
ek safer hai jo bahta rahta hai
kitne barson se
kitni sadiyon se
sans lete hain,
jitey rahte hain

Aadatein bhi ajeeb hoti hain..!!

7 Comments:

Blogger Kon ?? said...

wah-2 !! aapka yeh roop to abhi pata chala :)
yeh sab kabse ??
sach kaha hai "adain bhi ajeeb hoti hain !"
jaise yeh aapki ada hai...
chalo lage raho...

gud job :)

~Kon ??

8:47 PM  
Blogger Shashank said...

This should be renamed as "Aadatein bhi Mujeeb hoti hai..."

9:32 PM  
Blogger Pankaj Misra said...

This nazm is from Gulzar....

1:37 AM  
Blogger haider said...

nice poem tabassum :) i like it

9:17 PM  
Blogger chakresh singh said...

Gulzaar ji kaa naam bhi likh dete to Tankhs bol deta aap ko...is poem ko post karne ke liye..lekin jab original poet ko credit nahi di jaaye to dil udaas ho jaata hai..

10:44 AM  
Blogger Unknown said...

Gulzar ki nazm jiska istemaal "Ijazat" film me bhi kiya gaya hai ..
Kripya unko iska credit de !!!

12:26 PM  
Blogger Unknown said...

Gulzar ki nazm jiska istemaal "Ijazat" film me bhi kiya gaya hai ..
Kripya unko iska credit de !!!

12:26 PM  

Post a Comment

<< Home